ye aadat hai ya
jarurat samajh nahi aata,
mohbbat ne jina haram kar diya,
use bhulu ya apni jaan du samajh me nahi aata,
pagal sa bankar rah gaya kuch soch-soch kar,
pahle hasu ya rou samajh nahi aata,
uski wafaa par ab mujhe shak hone laga hai,
use YAAR kahu ya GADDAR samajh nahi aata. ..

No comments:
Post a Comment