Usne kaha tum me pehle jesi baat nahi,
maine kaha zindgi me tera jo sathnahi.
Usne kaha..ab bhi kisi ki ankhon me dub sakte ho,
meine kaha ab kisi ki aankhon mewo baat nahi..
Usne kaha kyo itna tut kar chaha muje,
meine kaha insaan hu patthar dil nahi,
Usne kaha kya bewafa hun me?
Meine kaha muje ab wafa par aitbar nahi..
Usne kaha to bhul jao muje, meine kaha ''Tum haqikat ho koi khawab nahi."...!!!
No comments:
Post a Comment