Blogger Widgets

Monday, October 29, 2012

Mujhe se mukhles na wakif mere jazbaat se tha Us ka rishta to faqat apne mafadat se tha Ab jo bichrna hai to kia royen judai pe teri Ye andesha to hame pehli mulaqat se tha

Thursday, October 25, 2012

Koch Log Bhi Wahmon Mein Girftaar Buhat Hain Koch Shehar Ki Galiyan Bhi Purasrar Buhat Hain Hai Kon Utarta Hai Wahan Jis K Liye Chand Kahne Ko To Chehray Pas-e-Dewaar Buhat Hain Honton Pe Sulagtay Hue Inkar Pe Mat Jaa Palkon Se Pare Bhigtay Iqrar Buhat Hain Yeh Dhoop Ki Sazish Hai K Muasam Ki Sharrarat Saye Hain Wahan Kam Jahan Ashjaar Buhat Hain Be Harf-e-Talb In Ko Ata Kar KabhiKhud Se Wo Yon K Sawali Tere Khudaar Buhat Hain Ay Hijjar Ki Basti Tu Salamat Rahe Lakin Sunsan Tere Kocha-o-Bazar BuhatHain Faraz Humain Bhi Zid Hai K Ho Aandaz-e-Biyan Aor Hum Log Bhi Ghalib K Tarfdaar Buhat Hain...!

Friday, October 12, 2012

Main nazar se pee raha hoon, yeh
shama badal na jaaye,
Na jhukao tum nigahein, kahin
raat dhal na jaaye.
Meri zindagi ke maalik, mere dil
pe haath rakhna,
Tere aane ki khushi mein, kahi
mera dam nikal na jaaye.
Khaali jaam liye baithe ho,un
aankhon ki baat karo,
Raat bahut hai, pyaas bahut hai,
Baarsaton ki baat karo,
Jo peekar mast huey hain un ke
ziker se kya hasil
Jin tak jaam nahin pahuncha hai
un pyaason ki baat karo
Chup rehney se kut na sakegi
saadiyon lambi raat yahan,
Jin yaadon se dil roshan hai, un
yaadon ki baat karo
Phir palkon par jugnu
chamke,aankhon mein ghata si
lehrai
Thandi hawa ka ziker karo, Kuch
bheegi ruton ki baat karo
Raat bahut hai, pyaas bahut hai,
Baarsaton ki baat karo,
Khaali jaam liye baithe ho, un
aankhonki baat karo..
Saza Pe Chhod Diya, Jahaa Pe
Chhod Diya..
Her Ek Kam Ko hum Ne Khuda Pe
Chhod Diya !!
Wo Hum Ko Yaad Rakhe Ya Phir
Bhula De..
Usi Ka Kaam Tha, Us Ki Raza Pe
Chhod Diya !!
Ab Us Ki Marzi Bhujha De, Ya Jala
De..
Chirag Hum Ne Jala Ke Hawa Pe
Chhod Diya !!
Aab Us Se Baat Kiye Bagair Kaise
Rehenge Hum..
Ye Masla Dua Ka Tha So Dua Pe
Chhod Diya !!
Is Liye To Wo Kehte Hain Dewana
Hum Ko..
Ki Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe
Chhod Diya !!
Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi
Hoon,
Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se
Pilaiee Hai.
Logon Ne Kaha Ki Main Ashiq
Hoon,
Maine Kaha Ashiqi Unho Ne
Sikhaiee Hai.
Logon Ne Kaha ”Daxesh” Tu
Shayar Dewana Hai,
Maine Kaha Unki Mohabbat Rang
Laiee Hai.
Silsila tor diya us ney to ye sadaen kesi..?

Ab jo milna hi nahi, phir ye wafaen kesi..?

Maine Chaha tha sub shikwey giley door karna,

Us ney zehmat hi na ki sunney ki to ye aahen kesi..?

Ley lo wapas ye ansu, yeh tarap aor ye yaaden sari..?

Nahi koi jurm mera to phir ye sazaen kesi…??
mere hamdam mere sathi...........
tumhen to yad hi ho ga..........
jab din kya khas tha jab .........
bani thi tum zindagi meri...........
meri be rang duniya ko...........
tumhari muskurahat ne hazaro rang bakhshy thy.............
ise kessy sajaya tha.........
tumhen to yad hi ho ga.......
tumhen main ne btaya tha............
k main khwaboo main rehta hun...........
magar tum ik haqeeqat ho......
muhabbat hi muhabbat ho.........
phir us k bad sb manzar sab mosam............
tumhari ankh se dekhay..........
tumhary sath jo guzray wohi pal...........
zindagi thy mere.....
tumhen to yad hi hoga .......
mujhe kab yad rehta tha.........
mujhe kya kaam krny hain.........
mujhe kis kis se milna hai.....
khafa koi hai q mujh se......
kise ja kr manana hai..........
mera mahool to tum thi..........
tumhin sb yad rkhti thi.........
main apny dil ki batain....
faqat tum se kehta tha......
tumhari b yeh adat thi......
tumhen to yad hoga.......
main akser tum se kehta tha........
abhi to zindagi k sath kitny rog lipty hain.........
mujhe tum se muhabbat ki zara fursat nahi miltii.....
zara waqt any doo.....
zara fursat milny do....
samny bitha kr.....
jee bhar k dekhon ga......
btaon ga tumhe mujhe tum se.....
muhabbat hi muhabbat hai...
mujhe us dam mili fursat....
k jab ye bat sunnay ko tum nahi samny.........
tum wahan pr ho ...
jahan se lout kr wapis......
kabhi koi nahi aya....
tumhen kyun itni jaldi thi.....
mera izhar sun leti..
mear iqrar sun leti.....
k ab futsat hi fursay hai........
k mamol main mere faqat tum se muhabbat hai.....
magar ye b haqeeqat hai.....
k main takheer se pohnchaaaaa......
tumhen jane ki jaldi thi....
Ekad Evi Yad To 6odi Javi Hati ,

6utta Padya Ni Vat Ne Bhuli Javi Hati,,,

Vaheta Pavan Ni Jem Bhadhu Bhuli Gaya Tame,

Todi Sugandh To Muki Javi Hati....
તારી યાદ આવે છે.
સ્કોર્લ કરું મારી જુની યાદો ને,
હાઇપરલિંક થઇ ને તું સામે આવે છે.
એક એક મીનિટ તારી યાદ આવે છે,
સ્ક્રીન સેવર ની જેમ તું સામે આવે છે.
બેસુ છું કામ કરવા
મિનિમાઇસ કરું છું મારી બધી વિનડોને,
ડેસટોપ ની જેમ તું સામે આવે છે.
ડીલીટ કરુ છું એ યાદોની ફાઇલ ને
પન થોડી થોડી વારે એ રીસાઇકલ બિન
માથી પાછી આવે છે.
શટડાઉન કરું છું મારી સીસ્ટમ
તો પન શટડાઉન મેસેજમાં તું આવે છે.
સ્કેન કરું છું મારી હારડડીક્સ ને
વાઇરસ બનીને તું સામે આવે છે.

Kahin madhosh na kar de ye
nigahen, kahin jaan na le jaye ye
kaajal,
Chehra chaand, honth kanwal, ya
ho tum kisi shayar ki ghazal.
Ye tere husn ki ranaiiyan, ye
lahrata aanchal,
Kyon na hon hum deewane, kyon
na bane pagal,
Kahte hain tujhse farishte bhi,
aye nazneen zara sambhal,
Chehra chaand, honth kanwal, ya
ho tum kisi shayar ki ghazal.
Khamosh labon par ye tabassum,
aankhon me mastiyan,
Tum bin sooni ye mahfil, tum bin
tanha ye bastiyaan,
Tujhe yun hi dekhte rahen hum,
kash tham jaye ye pal,
Chehra chaand, honth kanwal, ya
ho tum kisi shayar ki ghazal.
Tumse milkar aisa laga, jaise
zindagi se mil gaye hon,
Tujhe gungunana to chaha
magar, jaise honth sil gaye hon,
Teri har aahat ne banaya, mere
veerano ko mahal,
Chehra chaand, honth kanwal, ya
ho tum kisi shayar ki ghazal.
Badi beqarari mujhe ho rahi hai,
neend me sari duniya so rahi hai,
Chandni raat me, meri nigahen
teri nigahon me kho rahi hai,
Na kije shokh nigahi ka gila,
khud apki nigah rahi hai machal,
Chehra chaand, honth kanwal, ya
ho tum kisi shayar ki ghazal.
Tujhe ankhon me chhupa loon,
tujhe dil me basa loon,
Jiya to ye chahe, tujhe bahon me
uTha loon,
Teri sharmo-haya magar na
karne de, mere Iradon par amal,
Chehra chaand, honth kanwal, ya
ho tum kisi shayar ki ghazal.
બાગમાં ક્યાં હવે ફરે છે સનમ
વેબસાઇટ ઉપર મળે છે સનમ
ફ્લોપિ ડિસ્ક જેવો આ ચહેરો તારો
અન્ય ઉપમા તો ક્યાં જડે છે સનમ
મૅમરીમાં ય હું સચવાયો નહીં
તું મને સૅઇવ ક્યાં કરે છે સનમ
ડબલ્યુ ડબલ્યુ ડબલ્યુની પાછળ
ડૉટ થઈને તું ઝળહળે છે સનમ
આ હથેળીના બ્લૅંક બૉર્ડ ઉપર
સ્પર્શની કી જ ક્યાં મળે છે સનમ
શી ખબર કઈ રીતે ડીકોડ કરું
સિલિકોન ચિપ કશું કહે છે સનમ
ક્યાં છે રોમાંચ તારા અક્ષરનો
ફક્ત ઇ- મેઇલ મોકલે છે સનમ
દિલની ધડકન છે સૉફ્ટવેર હવે
એને ગ્રૅફિકમાં ચીતરે છે સનમ
લાગણી પ્રૉગ્રામ્ડ થઈ ગઈ છે
ઍંટર ઍક્ઝિટ ફક્ત કરે છે સનમ
આંખ મારી આ થઈ ગઈ માઉસ
કિંતુ વિંડો તો ક્યાં ખૂલે છે સનમ
Saqi kisi madhosh jaam ka intezam
karde
Usne aana hy aaj jaam sare-aam
karde
Sab k hath men ho jaam usi k naam ka
Sara mekhana neelam karde
Tu rakhle meri dosti ka bharam
SaQi
Botal b jhoom uthe aaj kuch esa ehtmaam
karde
Humne dekha he sham ka manzar ke asma bhi sarab pita he,
kon kaheta he ki me nahi chakhi,kon juthi kasam uthata he,
maikade jo bach nikalta he unki ankho me dub jata he.
 
Ham apne pyaar ko samjhate bhi to kaise samjhate,
ham apne is jajbaat ko samjhate bhi to kaise samjhate…..
theher jaatin hain meri jubaan unke deedar k saath hi,
ab ye baat ham unhe samjhate bhi to kaise samjhate!!!!
Aaj phir mahfil me tera zikar hua tha..
Ek baar phir mujhe aaj tera fikar hua tha.!!
Barso beet gye tujhe zindagi se gaye huye..
Magar aaj tak na tujhe hum bhula payehai.!!
Bahut log aaye tere baad zindagi me magar..
Aaj bhi zahan me bas teri yaado ke hi saye hai.!!
Har shaks puchhta hai kya wajah thi uske jane ki..
Kya tumne koshish na ki use manane ki.!!
Kya btau ke uski khwahish hi mujhse juda hone ki thi..
Nhi to kya ye bachapan ki umar meri aise rone ki thi.!!
Chalo jo hua use hone dete hai ab kon sa wo wapis aayegi..
Hamse to mumkin nhi ab to mout hi uski yado ko bhulayegi.!!

Saza Pe Chhod Diya, Jahaa Pe
Chhod Diya..
Her Ek Kam Ko hum Ne Khuda Pe
Chhod Diya !!
Wo Hum Ko Yaad Rakhe Ya Phir
Bhula De..
Usi Ka Kaam Tha, Us Ki Raza Pe
Chhod Diya !!
Ab Us Ki Marzi Bhujha De, Ya Jala
De..
Chirag Hum Ne Jala Ke Hawa Pe
Chhod Diya !!
Aab Us Se Baat Kiye Bagair Kaise
Rehenge Hum..
Ye Masla Dua Ka Tha So Dua Pe
Chhod Diya !!
Is Liye To Wo Kehte Hain Dewana
Hum Ko..
Ki Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe
Chhod Diya !!

Kehne Lagi Biwi , Sartaj Sunte
Jana
Louto Ke Jab Sham, Ik Samsung
To Lete Ana
Jaldi Hai Kis Baat Ki, Model To
Sunte Jau
Kuch Waqt Ho Agar To, Number
To Likhte Jau
Number Se Pehle Sun Lo,
Function Hai Yea Zaroori
Mobile Hai Slideing, Per Ho
Downloading Poori
Lcd Hai Colourful, Camara Pixle
Hai 3mega
Tension Har Giz Na Lena, Set Hai
Kuch Mehnga
Speaker Hai Sterio, Mp3 Bhi Sath
Hai
Set Bilkul Aisa, Padosan Ke Bhi
Pass Hai
Hand Free Yaad Rakhna, Data
Cable Bhool Na Jana
Ho Sake To Darling, Mz Ki
Warrenty Lana
Charger Ho Orignal, Quality Dekh
Lena
Per Jaye Kam Paise, To Udhaar Le
Lena
 

Yeh Daulat Bhi Le Lo,
Yeh Shaurat Bhi Le Lo,
Bhale Cheen Lo Mujhse Se Meri
Jawani,
Magar Mujhko Lauta Do
Bachpan Ka Sawan.....
Wo Kagaz Ki Kashti....
Wo Baarish Ka Paani...
Wo Kagaz Ki Kashti...
Wo Baarish Ka Paani...
Muhale Ki Sabse Purani Nishani,
Wo Budhea Jise Bache Kehte The
Naani,
Wo Naani Ke Baaton Me Paarion
Ka Dera,
Wo Chehre Ki Jhuriaon Me Sadion
Ka pehra,
Bhulae Nahin Bhul Sakta Hai Koi,
Bhulae Nahin Bhool Sakta Hai Koi,
Wo Chotti Si Raaten.....
Wo Lambi Kahani
Wo Chotti Si Raaten.....
Wo Lambi Kahani
Kaadi Dhoop Me Apne Ghar Se
Nikalna,
Wo Chidia Wo Bulbul Wo Titli
Pakadna ,
Wo Guddia Ki Shaadi Pe Ladna
Ghagadna,
Wo Jhuloon Se Girna Wo Gir Ke
Sambhalna,
Wo Peetal Ke Chaalon Ke Pyare Se
Tohfe,
Wo Peetal Ke Chaalon Ke Pyare Se
Tohfe,
Wo Tuuti Hue Chudion Ki Nishani
Wo Kagaz Ki Kashti Wo Baarish Ka
Paani,
Wo Kagaz Ki Kashti Wo Baarish Ka
Paani ,
Wo Kagaz Ki Kashti Wo Baarish Ka
Paani ........
Kabhi Ret Ke Oonche TilooN Pe
Jana
Gharoonde Bana’na
Bana’ke Mitana
Wo Masoom Chahat Ki Tasvir Apni
Wo KhwabooN KhilaooN Ki
Jageer Apni
Na Duniya Ka Gam Tha Na
RishtoN Ke Bandhan
Na Duniya Ka Gam Tha Na
RishtoN Ke Bandhan
Baree Khoobsurat Thi Wo
Zindagani..............
Baree Khoobsurat Thi Wo
Zindagani.....
.

Khaali jaam liye baithe ho,un
aankhon ki baat karo,
Raat bahut hai, pyaas bahut hai,
Baarsaton ki baat karo,
Jo peekar mast huey hain un ke
ziker se kya hasil
Jin tak jaam nahin pahuncha hai
un pyaason ki baat karo
Chup rehney se kut na sakegi
saadiyon lambi raat yahan,
Jin yaadon se dil roshan hai, un
yaadon ki baat karo
Phir palkon par jugnu
chamke,aankhon mein ghata si
lehrai
Thandi hawa ka ziker karo, Kuch
bheegi ruton ki baat karo
Raat bahut hai, pyaas bahut hai,
Baarsaton ki baat karo,
Khaali jaam liye baithe ho, un
aankhonki baat karo..
Dil ke Faisle Par Ikraar Hai,
Kisi Ajnabi Se Mujhe Bahut Pyaar Hai,
Aaj Mast Hoon Uske Nash Mein Main,
Roke Koi Hazaar Bekaar Hai,

Wednesday, October 3, 2012

Meri Har Khata Pe Naraz Na Hona, Apni Pyari Si Muskan Ko Kabhi Na Khona, Sukun Milta Hai Apki Hasi Dekhkar Mujhe Maut Bhi Aajaye Tab Bhi Mat Rona..
Nikah Hone Se Pehle Ye Baat Likh Dena Tum Apne Mehar Me Meri Hayat Likh Dena...
Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar....... . Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksar.
Mera gosha e fikar main,, Meri jaan se aziz tar main,,,, Aisa b ek shakhs tha,,, Jo mila nahi aur bichar gya..
Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein, Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein, Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Main, Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Mein…
thank you