Blogger Widgets

Wednesday, September 26, 2012

Jab Ki Tujh Bin Naheen Koi Maujood.. ..Phir Ye Hangaama..Ae Khuda ! Kya Hai -Mirza Ghalib

Tuesday, September 18, 2012

apki nigaho me

Aapki Nigahon me jabse jhaakkar dekha hai, koi bhi Aaina accha nahi lagta, Aapki Mohabbat pe aise hue hai Aashiq ki aapko koi aur dekhe to accha nahi lagta.

LIKHTE HE KAI SHAYRI DARD-E-DIL KI DAWA BANAKAR PAR USE PADHTA HE KOI KOI LIKHE HE KAI NAGAME KISIKE HUSN-E-TARIF BANAKAR PAR USE SAWARTA HE KOI KOI MILTE HE KAI AACHE DOST ZINDAGI ME ZINDAGI-E-HUMSAFAR BANKAR PAR USE DEKHTA HE KOI KOI PYAR KA DAWA KAI KARTE HE MOHABBAT-E-AASHIQ BANKAR PAR USE NIBHATA HE KOI KOI

LIKHTE HE KAI SHAYRI DARD-E-DIL KI DAWA BANAKAR PAR USE PADHTA HE KOI KOI LIKHE HE KAI NAGAME KISIKE HUSN-E-TARIF BANAKAR PAR USE SAWARTA HE KOI KOI MILTE HE KAI AACHE DOST ZINDAGI ME ZINDAGI-E-HUMSAFAR BANKAR PAR USE DEKHTA HE KOI KOI PYAR KA DAWA KAI KARTE HE MOHABBAT-E-AASHIQ BANKAR PAR USE NIBHATA HE KOI KOI

ek nazar hamari

Ek nazar hamari ek nazar tumhari, nazar ne Dil ki nazar utari, Nazar ne dekha nazar ko aise ki, kabhi nazar na lage Mahobbat kohamari.
Asar hai ye unki adaao ka, jab woitne pyaare lagte hai, Jab wo kahte hai vadda hai mera,juthe waade bi sachee lagte hai.
Ishq khuda hai aur mera ishq ho tum, Khuda mere sath hai aur uski khudai ho tum.
Hai marea seenai mai itna dard kiduniya ko jalla doo Kaash isi hi Duniya mai Mara Bewafa Pyaar na Rehta to Duniya Ko Khatam Kar doo
Mera Dil jisne toda wo ek haseena thi, ab zindegi bhar mujko aansuu peena hai, Saath agar wo deti to main jee leta, uske bin jeena bi koi jeena hai.
Guzar jayenge bin unke bhi ache vol pal, Jinhe hum intazar aur voh waqt kehte hai, Kya pata kyun bhool gaye voh pyaar, Jise hum rishta aur voh ek lafaz kehte hai

Saturday, September 15, 2012

toota hai jo sheesha to chan kar ke ruk jaata hai, par kisi khuwaab ka tootna , behisaab shor machaata hai.
Dil lagta nahi ab to bagon me baharon se . Khushbo aati hai teri phoolon ki kataron se
WO DETA HE DARD BAS HAMI KO, KYA SAMJEGA WO IN AANKHO KI NAMMI, LAKHO DIWANE HO JIS KE, WO KYA MEHSUS KAREGA EK HAMARI KAMMI KO…
tum jo gaye, wo silsile hi tham se gaye, tum jo ek ghazal huaa karte the jise ek shayar likha karta tha, wo muskurahate tumhari, jinpe wo ek paagal mara karta tha wo aaj bhi hai bechen saa, tere intejar me….
jab se tum mere humsafar ban gaye aise rahon mein phool hi phool bich gaye tanha tanha chaltey they jindagi ke safar mein miley jo tum humein jaise jeevan ke humsafr ban gye ho gaye rahien asaan pyar ki manjil ki jab se meri pyar ki tum manjil ban gaye
Aapki Raah, kabhi aapki nishaniyaan dekhi, Kya batayein humne kitni tanhaiyan dekhi! Suna hai, bas gaya hai woh, kisi aur ka ghar basa ke, Humne ab tak umr mein,sirf, chaar deewarein hi dekhi! Har intzaar toh ab, khauf-e-kazaa lagta hai, Jeeye is tarah, mano, zindagi hi nahin dekhi! Unpe ik nazar se, har roz din nikalta hai, Unki aankhon mein, apni sehar nahin dekhi! Is raah ki manzil ka, koi thikaana nahin, Jis taraf bhi chal diye, apni awargidekhi! Katron mein guzarti hai, har shaam aaj-kal, khud ka khayal na raha, aisi bekhudi dekhi! Jiska kuchh gila nahin, uska rona bhi kaisa huzoor, Chaaron mausam gaye, phir bhi baarishein dekhi!

Monday, September 10, 2012

Dil dhadakne ka sabab yaad aya

Dil dhadakne ka sabab yaad aya dil dhadakne ka sabab yaad aya dil dhadakne ka sabab yaad aya woh teri yaad thi, ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya aaj mushkil tha sambhalna ae dost aaj mushkil tha sambhalna ae dost tu musibat mai ajab yaad aaya woh tiri yaad thi, ab yaad aaya dil dhadhknay ka sabab yaad aaya din guzara tha badhi mushkil se din guzara tha badhi mushkil se phir tera wadah e sham yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya haal e dil hum bhi sunate lekin haal e dil hum bhi sunate lekin jub woh rukhsat huwa tab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya beht ker saya e gul may nasir beht ker saya e gul may nasir hum bohut ro aye woh jub yaad yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya woh teri yaad thi, ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya

Sunday, September 9, 2012

Yeh Mujh Par Nashe

Yeh Mujh Par Nashe Sa Asar KyunHai ! Yahan Har Koi Bekhabar Kyun Hai !! Mohabbat Hi To Ki Hai Maine Ae Khuda ! Fir Mujh Pe Zamane Ki Tikhi Nazar Kyun Hai !! Bhula Dena Chahta Tha Sanam Ki Yadeyn ! Jane Yeh Sharab Bhi Beasar KyunHai !! Thak Gaye Mere Kadam Chalte Chalte ! Zalim Zindagi Ka Itna Lamba Safar Kyun Hai !!

Teray sheher teri soch say

Teray sheher teri soch say nikal jaon ga, kisi udaas shaam mein dhal jaon ga, Tu jo mukar gaya hai her baat say apni, dekh lena aik din mein bhi badal jaon ga, Mat dikha mujh ko apna pasheman chehra, jab ke tu jaanta hai mein pighal jaon ga, Chahay laakh tarpoon tere intizaar mein, mat lout ke aanaa mein sambhal jaaon ga, Tera hona itna zaroori to nahi hai Sahil Me to yaadon ke khilonay se behel jaon ga

Waqt Se Waqt Ki Kya Shikayat Karein

Waqt Se Waqt Ki Kya Shikayat Karein, Waqt Hi Na Raha Waqt Ki Baat Hai. Uss Ney Dekha Muje Ussney Chaha Muje, Ussnay Thukra Diya Waqt Ki Baat Hai. Koi Mushkil Parri Koi Kaam Aa Gaya, Zehan Mein Usskay Jo Mera Naam Aa Gaya. Baad Muddat Ke Woh Doston KiTarrah, Hum Se Huss Ke Milla Waqt Ki Baat Hai. Zindagi Hum Say Anjaan To Ho Gai, Ek Rishtay Ki Pehchaan To Ho Gayi. Koi Chahat Na Thi Bas Murrawatt Thi, Woh Khud KO Samjha Liya Waqt Ki Baat Hai. Apna Rang-e-Muhabbat Hai SabSe Juda, Koi Pochhay To Mudit Kahon Or Kya. Jiss ko Payaa Nahi Ussko Kho Ker Bhi Main, Kyu Ussi Ka Raha Waqt Ki Baat Hai

Rehna to chahte the sath unke

Rehna to chahte the sath unke, . Par is zamane ne rehne na diya, . Kabhi waqt ki khamoshi me khamosh rahe, . To kabhi unki khamoshi ne kuch kehne na diya.

Ashru sangathe kadu kajal

Ashru sangathe kadu kajal zare 6, Ne akho ma lohi na rango bhare 6, Nindar bichari pachi vali gai, Karn k, Papan ne koi ni prtiksha nade 6.
Kuch yun hua k jab b zururat parhi muje,,,,,,, Har shakhs etfaq se majboor ho gya.
Na jane kis gali main zindagi ki sham ho jae,,,,,,, kafs k pas dil thame hue sayad betha hai....
Muje darr hai k ae dil e zinda tu na marr jae,,,,, k tere jeene se ibadat hai zindgani ki......

Har sham k badh.

Har sham k badh, har raat aati hai,,,, Har raat k badh, teri yaad aati hai,,, Bouhat dair chup reh kar dekh leya maine,,, Hamoshyun se b teri awaaz aati hai..

Log ishq kartay hain

Log ishq kartay hain baray shor kay sath,Humne bhi kia bare zor kay sath,Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath,Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath

Dil ka rista na 6ute kabhi bhi

Dil ka rista na 6ute kabhi bhi, tera sath 6ute to ku6 is tarha 6ute bi6adana he humse to hans kar bi6ad jao ku6 ase juda ho ke dil bhi na tute

Na koshish ker tu ...

Na koshish ker tu waqt se phele kuch pane ki...warna adat si ho jayegi teri ansoo bahane ki...
Ab toh aadat hai meri sham o sehar ki,,,,, Ab koun teri yaad k mamul se nikle....

Zindagi Ki Pareshaniya Shararaton

Zindagi Ki Pareshaniya Shararaton Ko Kam Kar Deti Hai, Aur Log Samajhte Hai Ki Hum Samjhdar Ho Gaye

Ajeeb Hijar Parasti Thi

Ajeeb Hijar Parasti Thi Us Ki Fitrat Main Shajar K Tuutey Patty Talash Krta Tha Tamam Raat Wo Parde Hata K Chaand K Saath Jo Kho Gaye Wo Lamhe Talaash Kerta Tha
Kashti toofan se nikal sakti hai Shama bujh kar jal sakti hai Tum apney iradey se pechay mat hatna Qismat kisi bhi waqt badal sakti hai

Friday, September 7, 2012

Jo na mil sake woh hi bewafa, yeh bari ajeb si baat hai. Jo chala gaya mujhi chor k, wohi aj tak mare sath hai Jis pyar main lab pe gila na ho yeh kisi kisi ka naseeb hai Yeh karam hai us ka jafa nahin jo juda rah kar bhi kareeb haiWohi ankh hai mare robaro usi haath main mera haath hai Mera naam tak jo na le saka jise aikhteyar to tha mager, mujhi apna pyar na de saka Wohi shaks mare talash hai wohi dard mare hayat hai..

kab tak phire hum dhadkane

Kab tak phire hum dhadkane Dil jaise Dhadake Dhadakane Do Kyun Hai Koi Aag Dabi Shola koi bhadake bhadakane Do Hum Se dil ne kahi jo baatein AAO Maan le Jispe chalta Nahi hai Koi Raah Woh Chalein Thodi Awaragi ho Thodi Thodi Madshoiyan ho baby Hum ho tum ho Baby Tell me Kab tak phire hum dhadkane Dil jaise Dhadake Dhadakane Do Kyun Hai Koi Aag Dabi Shola koi bhadake bhadakane Do Kab tak phire hum dhadkane Dil jaise Dhadake Dhadakane Do Kyun Hai Koi Aag Dabi Shola koi bhadake bhadakane Do Kab tak phire hum dhadkane Dil jaise Dhadake Dhadakane Do Kyun Hai Koi Aag Dabi Shola koi bhadake bhadakane Do

yahin ke thi mohabbat ke sabaq

yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main ne yahin ke jurrat-e-izhar- e-harf-e-mudd’a main ne yahin dekhe the ishv-e-naz-o-an daz-e-haya main ne yahin pahale suni thi dil dhadakane ke sada main ne yahin kheton mein pani ke kinareyaad hai ab bhi dilon mein izdaham-e-arazu lab band rehte the nazar se guftagu hoti thi dam ulfat ka bharate the na mathe par shikan hoti, na jab tevar badalate the khuda bhi muskura deta tha jab hum pyar karte the yahin kheton mein pani ke kinareyaad hai ab bhi wo kya aata ke goya daur mein jam-e-sharab aata wo kya aata rangili ragani rangin rabab aata mujhe ranginiyon mein rangane wo rangin sahab aata labon ke mein pilane jhumata mast-e-shabab aata yahin kheton mein pani ke kinaroyaad hai ab bhi haya ke bojh se jab har qadam par lagazishen hotin fazan mein muntasar rangin badan ke larazishen hotin rabab-e-dil ke taron mein musalasil jumbishen hotin khifa-e-raz ke purlutf baham koshishen hotin yahin kheton mein pani ke kinareyaad hai ab bhi bala-e-fikr-e-f arda hum se koson dur hoti thi surur-e-sarmadi se zindagi mamur hoti thi hamari khilwat-e-masum rashq-e-tur hoti thi malak jhula jhulate the gazal-khwan hur hoti thi yahin kheton mein pani ke kinareyaad hai ab bhi na ab wo khet baqi hain na wo aab-e-rawan baqi magar us aish-e-rafta ka hai ik dhundala nishan baqi

kabi hum unse kabhi wo humse

Kabi Hum UnSe Kabhi Wo hum Se Rooth Jate Hain, Hawa Kuchh Chalti Hai Aesi ke Kinare Chhoot Jaate Hain ... ! Samundar Ki Gehrai Se bhi Hote Hain Jo Gehre, Pal Bhar Main Kyu Wo Rishte Toot Jaate Hain ... !! JinPe Hota Hai Bharosa Apne Aap Se Badh Kar, Wo Log Dil Ki Dunya Kyu Loot Ke Le Jaate Hain ... !!! Teer Chalte Hain Jab Nafrat Ke UnKi Ankhon Se, Dil Kanch Ke Hote Hain Aksar Toot Jaate Hain ... !!!! Bada Hi Naaz Hai Mujhe Un Ki Adaon Par Ae Dost, Zara Zara See Baat Par Jo Aksar Rooth Jaate Hain ... !!!!!

Thursday, September 6, 2012

dua mangi thi ashiyane ki

Dua maangi thi aashiyane ki, Chal pari aandhiyan zamane ki, Mera dard koi bhi na Samajh paya, Kyun k meri aadat thi “muskurane ki”
Wo tha to kahin waqt thehrta hi na tha Ab waqt guzrny mein bohat waqtlagta he…

gham ki ahat b na aye

“Gham ki ahat b na aye tere dar par, “Pyar k smandar ka tu b ek kinaraho, “Kabhi bhol se jo tapke teri aankhse moti, “Thaame wohi jo tuje sab se pyara ho

muhbt hm sy na hogi

Muhbt hm sy na hogi. Suna ha is muhbt ma, boht nuksan hota ha. Mehkta jhomta jevan, gamo k nam hota ha. Suna ha chen kho kr wo shr sy sham rota ha. Muhbt jo b krta ha. Boht bdnam hota ha. Muhbt hm sy na hogi. Suna ha is mhabt ma kahin b dil nahe lgta. Bina us k nigaho ma koi mosam nahe juchcta. Khfa jis sy muhbt ho wo jevan bhr nahe hansta. Boht anmol ha jo dil ujr kr phr nahe bsta. Mohbt hm sy na hogi. Mohbt hm sy na hogi.
Wo Kitna Mehrban Tha K Hazaron Ghum De Gaya aur Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake “MUHABBAT” K Siva

kaanch chubhe to zakham reh jaata hai

“Kaanch Chubhe tu Zakham reh jaata hai” “Dil Toote tu Armaan reh jata hai” “laga deta hai Waqt, Marham dil per” “phir bhi Umar bhar Nishan reh jata hai !

saath agar doge muskrayenge

Saath agar doge muskrayenge zarur, Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur, Raah me kitne kante q na ho , Awaz agar dil se doge to aayengezarur…

dil lagi thi use hamse

Dil lagi thi usey hum sy Mohabbat kab thi. Mehfil-e-Ghair sy un ko Fursat kabthi. Hum thay Mohabbat mein lut janek Qabil. Us k wadoon mein wo “HAQEQAT” Kab thi

tum ho to sub silsile

Tum ho to sub silsily achay lagte hain. Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain. Bohot door tak jana magar loot aana. Mujhe “Tum sy tumhi tak k fasly ache lagte hain.

aa allah mere rishte

Aa ALLAH Mere Rishte Mein Kuch Aisi Baat Ho,,, Main Sochon Usko Or Wo Mere Paas Ho,,, Meri Sari Khushiyan Mil Jayen Usko,,, Ek Lamhe k Liye Bhi Agar Wo Udaas Ho…

kon pareshan hota hai

kon pareshan hota hai teray gam say woh apni hi kisi bat pay roya hoga

us ne honton se choo kar

Us ne Honton se choo kar Pani kogulabi kar dia Hamari baat to or thi yaaron, Us ne Machliyon ko bhi sharabi kar dia…

ik zara si bhool khata ban gayi

Ik zara si bhool khata ban gayi Meri vafa hi meri saza ban gai Dil liya aur khel kar tor diya Hamari jaan gayi unki adaa ban gai

wo mayosi ke lamhon me

Wo Mayosi k Lamhon me zara BhiHosla Deta agar To Hum kaghaz ki kashti pey b samandar me utar jatey…

Wednesday, September 5, 2012

muddat baad aaj fir

muddat baad aaj fir se unka deedar hua yun laga zinda mere seene medafan mera pyaar hua… shayad dua me asar ho gya meri is kadar ke khatam meri tanha zindagi ka intzaar hua.. firse chaahat si ho gyi zinda rehne ki aye dosto jaise mujhko firse zindagi se pyaar hua…

Dil dhadakane ka sabab yaad aya

Dil dhadakne ka sabab yaad aya dil dhadakne ka sabab yaad aya dil dhadakne ka sabab yaad aya woh teri yaad thi, ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya aaj mushkil tha sambhalna ae dost aaj mushkil tha sambhalna ae dost tu musibat mai ajab yaad aaya woh tiri yaad thi, ab yaad aaya dil dhadhknay ka sabab yaad aaya din guzara tha badhi mushkil se din guzara tha badhi mushkil se phir tera wadah e sham yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya haal e dil hum bhi sunate lekin haal e dil hum bhi sunate lekin jub woh rukhsat huwa tab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya beht ker saya e gul may nasir beht ker saya e gul may nasir hum bohut ro aye woh jub yaad yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya woh teri yaad thi, ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aya

Tuesday, September 4, 2012

"mujh se pehli si mohabbat meri mahboob na maang.

Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang Maine samjha tha ke tu hai to darakhshaan hai hayyaat Tera gham hai to sham-e-dahar ka jhagra kya hai Teri soorat se hai aalam mein baharon ko sabaat Teri aankhon ke siwa dunya mein rakha kya hai To jo mil jaye to taqdeer nigoon ho jaye Yun na tha maine faqat chaha tha yun ho jaye Aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa Rahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa Mujhe pehli si mohabbat mere mehboob na maang Angeenat sadiyon ke taariq bahimanaa talism Resham-o-atlas-o-kamKhwaab mein bunwaye hue Jaa-ba-jaa biktey hue koochaa-o-bazaar mein jism Khaak mein litharey hue, khoon mein nehlaaye hue Jism nikaley hue amraaz ke tannuuron se Peep behti hui jaltey hue naasuuron se Laut jaati hai udhar ko bhi nazar kya ki jiye Ab bhi dilkash hai tera husn mager kya ki jiye Aur bhi dukh hain mohabbat ke dukh ke siwa Rahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang

Aaina mujse meri pehli

Aaina mujse meri pehli si surat mange Aaina mujse meri pehli si surat mange Mere apne meri hone ki nishani mange Mein bhatakata hi raha dard ke viraane mein Waqt likhta raha chere pe har pal ka hishab Meri shorat meri diwangi ki nazarhui Pi gayi may ki bolte meri geeto ki kitab Aaj lauta hoon tu hasne ki ada bhool gaya Yeh shahar bhoola muje mein bhiishe bhool gaya Mera fan phir muje bazaar mein le aaya hai Yeh vo jagah ke jahan mero vafa bikate hain Baap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain Kookh bikati hain dil bikate hain sar bikate hain Is badalti hui duniya ka khuda koinahin Saste daamo pe yahan roz khuda bikate hain Har kharidaar ko bazaar mein bikataa paya Hum kya paayenge kisi ne yahaankya paayaa Mere aheshas mere phool kahin aur chale Bol pujaa meri bachi kahin aur chale aur chale

donon jahaan teri mohabbat main har ke

Donon jahaan teri mohabbat mein haar ke Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar ke Viraan hai maikada khum-o-saaghar udaas hain Tum kya gaye ke ruth gaye din bahaar ke Ek fursat-e-gunah miliwoh bhi chaar din Dekhe hain hum ne hausle parwardigaar ke Duniya ne teri yaad sebegaana kar diya Tujh se bhi dilfreb hain gham rozgaar ke Bhule se muskra ke diye woh aaj Faiz Mat puchh walwale dil-e-nakarda kaar ke

TUM AAYE HO NA

Tum aaye ho na shab-E-intezaarguzrii hai Talaash meN hai sehar baar baar guzrii hai JunuuN meN jitni bhi guzri bakaar guzarii hai Agar che dil pe kharaabii hazaar guzrii hai Huii hai hazrat-E-naaseh se guftaguu jis shab Wo shab zaruur sar-E-kuu-E-yaar guzrii hai Woh baat saare fasaane meN jiskaa zikr na thaa Woh baat unko bahut naa-gavaar guzrii hai Na gul khile haiN, na un se mile,na mai pi hai Ajeeb rang meN ab ke bahaar guzrii hai Chaman meN Ghairat-E-gulchiN pe jane kya guzri Qafas se aaj sabaa be – Qaraar guzrii hai

Monday, September 3, 2012

Hame dard aksar apne hi de jate hai...varna gairon ko kya pata ki hame dard kis bat se hota hai...!!

Me ne Dil Ko Lakh samjhaya ke e dil

Me ne Dil Ko Lakh Samjhaya K E Dil Unko Yaad Karna Chod De Par Dil Ke Har Kone Se Awaz Aai, Yahan To Har Sanss Main Who Base Hai. To Kya Sanss Lena Chod De.

Mehfil jab lagi thi yaaro ki

Mehfil jab lagi thi yaaro ki, Mujhko bhi bulawa aaya tha. . Kaise ,na jate hum?... Unki kasmein dekar jo bulwaya tha

Mat Rakho Humse Wafa ki umeed

Mat Rakho Humse Wafa Ki Ummeed, Humne Har Dum Bewafai Payi Hai, Mat Dhoodho Mere Jism Pe Zakhm Ke Nishan, Maine Har Chot +DIL+ Pe Khai Hai....!

Band aankho me bas sapne

Band aankho me bas sapne hote hai, Duniya me bahut kam log apne hote hai, apne hi jab bhul jaate hai to lagta h, sapne to bas sapne hote h...........

kante Nahin Kat Te Lamhe

kante Nahin Kat Te Lamhe Intezaar Ke, Nazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke, Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne YaarKe, Laya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke..

Love is Like a Photo

Love is Like a Photo Negative, It Needs Darkness To Develop.. Friends Are Like Crayons They have Many colors We May Laugh, We May Cry But Our Friendship Never Die

Sunday, September 2, 2012

galib

Tum mere pas hote ho gaya.. Jab koi dusra nahi hota

Har Sham Se Tera Izhaar

Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai Diwane Hi To Hai Hum Tere Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai.

Pyar ke ujale me

Pyar ke ujale me gham ka andhera kyu aata hai, Jisko hum chahe wahi kyun rulata hai, Mere khuda agar woh mera nasibnahi to aise logon se hume milatakyun hai…
Unhe ye shikaayat hai hamse ki hum har kisi ko dekh kar mushkurate hain nasamajh hain wo kya jaane hame to har chehre me wahi nazar aate hain…
thank you