Roshni ke muqaddar mein neenden kahan chand mein taaq parwo
sajaye kahin
Ham chiraghe wafajalna hai raat bhar aasmanta zamin wojalaye kahin

Do bhatakti hui ruhenjaise milin yun milin wo nigahen magar
khaufhai
Zeest hai raatmeinjangalon ka safarisjanam meinbhi ham kho najayen kahin

Shohraten misle minaare azmat hamein asman ki tarafle chali hai
magar
Jee mein hai sabz peghambaron ki tarah sena-e-sang se sar uthayen kahin

Barf si ujli poshak pahne hue, ped jaise duaon mein masroof hein
Wadiyanpaakmariyamka aanchalhuinaao sajdakarensarjhukayen kahin

Koi katba nahin hein sare raah hamjis pe aqwale zarreen badalte
raho
Ham to aansu hein palkon pe rakh 10hamein jab ishara karo toot jayen kahin

An kahe sher hein wadiye zehen mein mukhtalif rang kejhilmilate
diye
Daste alfaz mahfooz kar Ieunhen chal rahi hai hawa bujh najaye kahin

No comments:
Post a Comment