Kyon diya
sukhad anubhav mujhko yeh,
Phir yadon ke bhawar main chora kyon
Bitha ke mujhe man mandir main
Phir man darpan ko tora kyon
Phir yadon ke bhawar main chora kyon
Bitha ke mujhe man mandir main
Phir man darpan ko tora kyon
Paa jae
manav to soche man main
Phir pyaar main piraa paye kyon
Phir pyaar main piraa paye kyon
No comments:
Post a Comment