Main aur
meri tanhayee, baithe hai hum do bhai
Le ke haath mein ek kadak adrak-pyali chai
Cha raha hai dil aur dimaag pe ab bus unhi ka khayal
Than-thana raha hai yeh haath, jaise kar diya kisi ne isse ghayal.

No comments:
Post a Comment