Aaj phir mahfil me tera zikar hua tha..
Ek baar phir mujhe aaj tera fikar hua tha.!!
Barso beet gye tujhe zindagi se gaye huye..
Magar aaj tak na tujhe hum bhula payehai.!!
Bahut log aaye tere baad zindagi me magar..
Aaj bhi zahan me bas teri yaado ke hi saye hai.!!
Har shaks puchhta hai kya wajah thi uske jane ki..
Kya tumne koshish na ki use manane ki.!!
Kya btau ke uski khwahish hi mujhse juda hone ki thi..
Nhi to kya ye bachapan ki umar meri aise rone ki thi.!!
Chalo jo hua use hone dete hai ab kon sa wo wapis aayegi..
Hamse to mumkin nhi ab to mout hi uski yado ko bhulayegi.!!

No comments:
Post a Comment